Ham Se Pehle Bhi Musarif Kyi Guzre Hon Gey
Kam Se Kam Rah Ke Pathar Tu Hatate Jate
Tum Pocho Aur Mein Na Bataon Aese Tu Halat Nahi
Zulm Sehna Bhi Tu Zaalim Ki Hmayat Thehra
Khamshi Bhi Tu Hoyi Pusht Pnahi Kin Tarah
Kuch Nahi Chahye Tuj Sa Ae Umar- E Rawan
Mera Bachpan Mere Jugnu Meri Ghuriya La De
Ye Rim Jhim, Ye Barish, Ye Aawargi Ka Mosam
Hamare Bas Mein Hota Tere Pass Chale Aate
Bohat Se Gham December Mein December Ke Nahi Hote
Usay Bhi June Ka Gham Tha, Magar Roye December Mein
Afsos Tu Hai Tere Badal Jane KA Mgar
Teri Kuch Baaton Ne Muje Jeena Sikha Dye
Thake Logo Ko Majobri Mein Chalet Dekh Leta Hun
Main Bus Ki Kharkion Se Ya Tamashe Dakh Leta Hun
Yaad Hai Ab Tak Tuj Se Bicharne Ki Wo Andheri Sham Muje
Tu Khamosh Khara Tha Lekin Batain Karta Tha Kajul
Thi Wasal Main Bhi Fikar Judai Tmam Shab
Wo ate Bhi Tu Neend Na Ayi Tmam Shab
Iqrar Mein Kahan Hai Inkar Ki Se Sorat
Hota Hai Shoq Ghalib Us Kin Ahi Nahi Par
Jo Dekhta Hon Wohi Bolne Ka Aadi Hun
Mein Apne Shehr Ka Sab Se bara Fisadi Hun
Lakh Khehte Rahen Zulmat Ko Zulmat Na Likhna
Ham Ne Sekha Nahi Payare Be-Liazat Likhna
Apna Ma Do Kar Pa Ja Suragh-E Zindagi
Tu Agar Mera Nahi Banta Na Ban Apna Tu Ban
Hoye Mar Ke Ham Jo Ruswa Hoye Kun Na Gharq Darya
Na Kabi Janaza Uthta Na Kahen Mazar Hota
Tere Hote Hoye Ae Jati Thi Sari Dunya
Aaj Tanha Hun Tu Koi Nahi Aane Wala
Jisay Khud Se Nahi Fursatain, Na Jisay Khayal Apna Jamal Ka
Usay Kya Khabar Mere Shoq Ki Usay Kya Pta Mere Haal Ka
Uth Kar Tu Aa Gya Hain Teri Bazam Se Magar
Kuch Dil Hi Janta HAi Keh Kis Dil Se Aye Hain
Maqsad Zeesat Gham-E Ishq Hai Sehra Ho Keh Shehr
Beth Jayen Gay Jahan Chaho Batha Do Hum Ko
Tumhara Dil Mere Dil Ke Brabar Ho Nahi Sakta
Wo Sheesha Ho Nahi Sakta Ye Phather Ho Nahi Sakta
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqadar Samjh Liya
Jo Kho Gaya Mein Us Ko Bhulata Chala Gaya
Aik Wo Din Tha K Bna Deed Tarap Jate Thay
Aik Ye Din Ke Behal Jate Hai Peghamon Se
Mein Ne Apni Khusk Aankhon Se Laho Chilka Diya
Ik Smandar Kehta Tha Muja Ko Pani Chahye
Na Jaane Konsi Manzil Pe Aa Pohcha Hai Payar Apna
Na Ham Ko Ietber Apna Na Un Ko Ietbar Apna
Na Mila Kar Udas Logo Se
Husn Tera Bikhar Na Jaye Kahen
Mujhe Nikaal Ke Mujh Mein Se Koi Dafan Karo
Badan Mein Apne HI Ghut Ghut Ke Mar Chuka Hun Main
Kuch Waqt Chahte Thay Keh Sochen Tere Liya
Tu Ne Wo Waqt Ham Ko Zamane Nahi Diya
Tum Ne Kya Na Yaad Kabi Bhol Kar Hmain
Ham Ne Tumhari Yaad Mein Sab Kuch Bula Dya
Tumhen Jab Ru-baro Dakha Karen Gay
Ya Socha Hai Bohat Socha Karen Gay
Us Ne Apni Kushi Ki Khatar Mare Dil Ke Tukre Tukre Kar Diya
Lekin Khud Hi Ro Pra Har Tukre Pe Apna Naam Dekh Kar
Naya Ik Rishta Paida Kyun Krein Ham
Bicharna Hai Tu Jagra Kyun Krein Ham
Loat Ayi Hain Dakho Barishain Phir Se Yahan Wahan
Ik Tumhi Ko Loat Aane Ki Fursat Nahi Milti
Jab Milo Kisi Se Tu Zara Door Ki Yaari Rakhna
Jaan Lewa Hota Hain Akser Sene Se Lagane Wale
Jab Shehr Ke Lo Na Rasta Den Kyun Ban Mein Na Ja Basram Kare
Dawaano Ki Si Na Baat Kare Tu Aur Kare Dewana Kya
Muntazir Kis Ka Hun Toti Hoyi Dehleez Pey Mein
Kon Aye Ga Yahan Ko Hai Aane Wala
Tumhari Yaad Ke Jab Zakhm Bharne Lagte Hain
Tumhari Yaad Ke Jab Zakhm Bharne Lagte Hain
Kisi Bahane Tumhein Yaad Karne Lagte Hain
Mein Hairan Hun Keh Kyun Us Se Hoyi Thi Dosti Apni
Muja Kese Gawara Ho Gyi Thi Dushamani Apni
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna, Nigah-E Ulfat Kabi Na Karna
Tumhein Qasam Hai Hamare Sar Ki Hamare Haq Mein Kami Na Karna
Titlyan Jugnu sabhi Ho Gay Mgar Dekhe Ga Kon
Ham Saja Bhi Len Agar Dewar Magar Dekhe Ga Kon
Khayal Jis Ka Tha Muje Khayal Mein Mile Muja
Sawal Ka Jawab Bhi Sawal Mein Mila Muja
Thani Thi Dil Mein Ab Na Milen Gey Kisi Se Ham
Par Kya Kren Ke Ho Gaye Nachar Ji Se Ham
Rwaj Tu Yehi Hai Dunya Ka Mil Jana Bichar Jana
Tum Se Ye Kesa Rishta Hai Na Milte Ho Na Bicharte Ho
Wo Aksar Din Mein Bachon Ko Sula Deti Hai Is Dar Se
Gali Mein Phir Khilone Bechne Wala Na Aa Jaye
Ham Tu Samjha Thay Ke HAm Bhol Gaye HAin Un Ko
Kya Hoya Aaj Ye Kis Baat Pe Rona aaya
Kya Hoya Aaj Ye Kis Baat Pe Rona aaya
Hazaron Mosamon Ki Hukmrani Hai Mere Dil Par
Wasia Mein Jab Bhi Hansta Hun Tu Aankhen Bheg Jati Hain
Jab Bhi Aata Hai Mera Naam Tere Naam Ke Sath
Jaane Kun Log Mere Naam Se Jal Jaate Hain
Ham Apni Dharti Se Apni Har Simat Khud Talashen
Hamari Khatir Koi Sitara Nahi Chale Ga
Kuch Log Khayalon Se Chale Jayen Tu Soyen
Bete Hoye Din Raat Na Yaad Ayen Tu Soyen
Dil Us Ko Dia Hai Tu Wohi Us Main Rahe Ga
Ham Log Imanat Main Khyanat Nahi karte
Ham Log Imanat Main Khyanat Nahi karte
Kon Preshan Hota Hai Tere Gham Sa Dani
Wo Apni hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga